Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon Lyrics - Anuradha Paudwal, Udit Narayan

Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal, Udit Narayan from Ye Hai Ghar Ki Mahabharat (1992). The music of Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon Love track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by .

Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dil ruba tuhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta kya

Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dilruna tujhe
Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dilruna tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe

Main jaan kahun ke zindagi
Yaa jaane jahaan tujhe
Main jaan kahun ke zindagi
Yaa jaane jahaan tujhe
Meri wafaane maan liye
Apna khuda tujhe
Meri wafaane maan liye
Apna khuda tujhe

Kyun dhoom shaayaron mein
Na ho tere naam ki
Kyun dhoom shaayaron mein
Na ho tere naam ki
Ghalib ki ghazal tu hai
Rubaai khayaam ki
Kya khub shayrana
Mili hain adaa tujhe
Kya khub shayrana
Mili hain adaa tujhe
Meri wafaane maan liya
Apna khuda tujhe
Meri wafaane maan liya
Apna khuda tujhe

bharatlyrics.com

Teri nazar haseen thi
Jo main haseen lagi
Teri nazar haseen thi
Jo main haseen lagi
Chahat ka aasmaan tujhe
Yeh zameen lagi
Maine dikha diya hain
Tera aaina tujhe
Maine dikha diya hain
Tera aaina tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe

Sab kuch main bhool baitha
Laga ke gale tujhe
Sab kuch main bhool baitha
Laga ke gale tujhe
Duniya ki har khushi
Di tere dard ne mujhe
Ab mujhse kar sakengi
Na duniya tujhe
Ab mujhse kar sakengi
Na duniya tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe

Dilbar kahoon ke dil kahoon
Yaa dilruna tujhe
Main jaan kahun ke zindagi
Yaa jaane jahaan tujhe
Dar hain khuda ka varna
Main toh kehta khuda tujhe
Meri wafaane maan liya
Apna khuda tujhe
Main toh kehta khuda tujhe
Maana apna khuda tujhe
Main toh kehta khuda tujhe
Maana apna khuda tujhe.

Dilbar Kahoon Ke Dil Kahoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download