Din Hain Kushi Ke Lyrics - Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur

Din Hain Kushi Ke lyrics, the song is sung by Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Suman Kalyanpur from Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963). Din Hain Kushi Ke Love soundtrack was composed by Dattaram Wadkar with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Ye din, din hain kushi ke
Ye din, din hain kushi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din, din hain kushi ke
Ye din, din hain kushi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din

Ye hai suhana samaa pyaar ka
Saari zindagi mein aitabaar ka
Ye hai suhana samaa pyaar ka
Saari zindagi mein aitabaar ka
Sun le soor ye baansuri ke
Sun le soor ye baansuri ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din

Bite jo yun hi intazaar mein
Phir kya maza hai is bahaar mein
Bite jo yun hi intazaar mein
Phir kya maza hai is bahaar mein
Ye pal haay bekasi ke
Ye pal haay bekasi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din

bharatlyrics.com

Main saaz tu meri aawaaz hai
Tu meri zindagi ka raaz hai
Main saaz tu meri aawaaz hai
Tu meri zindagi ka raaz hai
Kuchh din kya karenge ji ke
Kuchh din kya karenge ji ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din, din hain kushi ke
Ye din, din hain kushi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Aaja re, aaja mere saathi zindagi ke
Ye din.

Din Hain Kushi Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download