Do Deewano Ka Lyrics - Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)

Do Deewano Ka lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) from Khazana (1951). The music of Do Deewano Ka Happy track is composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Baba baba baba bam biyana
Bambina baba baba bam biyana
Baba bam bambina
Baba bam bambina

Do deewano ka afsana
Ae chand kisi se na kehna
Khelta hai shama se parwana
Ae chand kisi se na kehna

O taaro ki thandi chhav mein
O sajan ki mast nigaho ne
O taaro ki thandi chhav mein
O sajan ki mast nigaho ne
Duniya se kiya hai begana
Ae chand kisi se na kehna
Do deewano ka afsana
Ae chand kisi se na kehna
Khelta hai shama se parwana
Ae chand kisi se na kehna

Wo jisake ek ishare ne
Is dil ke hosh bhula dale
Hosh bhula dale
Wo jisake ek ishare ne
Is dil ke hosh bhula dale
Hosh bhula dale
Yeh dil hai usi ka deewana
Ae chand kisi se na kehna
Do deewano ka afsana
Ae chand kisi se na kehna
Khelta hai shama se parwana
Ae chand kisi se na kehna

bharatlyrics.com

Bambina baba baba bam biyana
Baba bam biyana
Baba bam biyana
Bambina baba baba bam biyana
Bambina baba baba bam biyana
Baba bam biyana
Baba bam biyana
Bambina baba baba bam biyana
Bambina baba baba bam biyana.

Do Deewano Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download