Do Din Ginti Ke Umariya Lyrics - Mohammed Rafi

Do Din Ginti Ke Umariya lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Do Dil (1947). The music of Do Din Ginti Ke Umariya Playful track is composed by Govind Ram while the lyrics are penned by Deena Nath Madhok (D. N. Madhok).

Do din ginti ke
Umariya beeti jaaye
Do din ginti ke
Umariya beeti jaaye

bharatlyrics.com

Pyaar ka bojh badaa bhaari hai
Pyaar ki chot badi taari hai
Pyaar ka bojh badaa bhaari hai
Pyaar ki chot badi taari hai
Taar baandh kar aansoo baithhe
Taar baandh kar aansoo baithhe
Ik jaaye ik aaye
Umariya beeti jaaye
Do din ginti ke
Umariya beeti jaaye

Poore kar armaan adhoore
Poore kar armaan adhoore
Warna honge kabhi na poore
Warna honge kabhi na poore
Jo karna hai aaj hi karle
Jo karna hai aaj hi karle
Kal ka saakshi kaun
Kahin kal aaye na aaye
Do din ginti ke
Umariya beeti jaaye
Do din ginti ke
Umariya beeti jaaye.

Do Din Ginti Ke Umariya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download