Do Nainon Ka Bana Lyrics - Lata Mangeshkar

Do Nainon Ka Bana lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Devta (1956). Do Nainon Ka Bana Kids soundtrack was composed by Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Do naino ka bana jhulana
Yeh palko ki doliya
Yeh palko ki doliya
Saj bajaye chandani
Aur chand khilaye loriya
Chand khilaye loriya hoo
Chand khilaye loriya

Lal mera jab muskaye
Lal mera jab muskaye
Mast chandaniya bhi sharmaye
Aa dekh dekh ke mere dil me
Dekh dekh ke mere
Dil me laher khushi ki doudi jaye
Tere mere pyar ki yeh
Kabhi naa tute doriya
Kabhi naa tute doriya
Hoo chand khilaye loriya

bharatlyrics.com

Mere sang sang dhire
Dhire chal chale jab tu matwali
Me jhumu mera manwa
Jhume jhume dali dali
Phulo ki hai palki aur
Shakho ki yeh doriya
Shakho ki yeh doriya
Saj bajaye chandani
Aur chand khilaye loriya
Chand khilaye loriya hoo
Chand khilaye loriya.

Do Nainon Ka Bana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download