Do Nainon Mein Ansoo Bhare Hai Lyrics - Lata Mangeshkar

Do Nainon Mein Ansoo Bhare Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Khushboo (1975). The music of Do Nainon Mein Ansoo Bhare Hai Sad track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Do naino me aansu bhare hain
Do naino me aansu bhare hain
Nindiya kaise samaye nindiya
Do naino me aansu bhare hain
Nindiya kaise samaye

Dubee dubee aankho me sapano ke saye
Ratbhar apne hain din me paraye
Dubee dubee aankho me sapano ke saye
Ratbhar apne hain din me paraye
Kaise naino me nindiya samaye
Do naino me aansu bhare hain
Nindiya kaise samaye nindiya nindiya
Do naino me aansu bhare hain
Nindiya kaise samaye

bharatlyrics.com

Jhuthe tere waado pe baras bitaye
Jindagee toh katee yeh rat kat jaye
Jhuthe tere waado pe baras bitaye
Jindagee toh katee yeh rat kat jaye
Kaise naino me nindiya samaaye
Do naino me aansu bhare hain
Nindiya kaise samaye.

Do Nainon Mein Ansoo Bhare Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download