Dono Ke Dil Hain Lyrics - Chitra Singh (Chitra Dutta), Jagjit Singh

Dono Ke Dil Hain lyrics, the song is sung by Chitra Singh (Chitra Dutta), Jagjit Singh from Adaa (1992). Dono Ke Dil Hain Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by .

Dono ke dil hain majboor pyar se
Dono ke dil hain majboor pyar se
Dono ke dil hain majboor pyar se
Hum kya kare meri ja tum kya karo
Meri ja tum kya karo

Dono ke dil hai majboor pyar se
Hum kya kare meri ja tum kya karo
Meri ja tum kya karo

Hum to sanam tumko
Chahe umar bhar dekhe
Dil ki pyas kahti hai
Aur ek nazar dekhe
Hum to sanam tumko
Chahe umar bhar dekhe
Dil ki pyas kahti hai
Aur ek nazar dekhe
Dekho hamara bhi hal
Har dum tumhara khyal
Dekho hamara bhi hal
Har dum tumhara khyal
Dil mein uthata hai toofan
Hum kya kare tum kya karo
Dono ke dil hain majboor pyar se
Dono ke dil hain majboor pyar se
Hum kya kare meri ja tum kya karo
Meri ja tum kya karo

Lekar tumhara naam
Aise khoye rahte hai
Aaj hamko deewana
Haske log kahte hai
Lekar tumhara naam
Aise khoye rahte hai
Aaj hamko deewana
Haske log kahte hai
Jis dil mein hota hai pyar
Kaise na ho bekarar
Jis dil mein hota hai pyar
Kaise na ho bekarar

bharatlyrics.com

Ye dil agar hai pareshan
Hum kya kare tum kya karo
Dono ke dil hai
Majboor pyar se
Dono ke dil hai
Majboor pyar se
Hum kya kare meri ja
Tum kya karo meri ja
Tum kya karo.

Dono Ke Dil Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Dono Ke Dil Hain is from the Adaa (1992).

The song Dono Ke Dil Hain was sung by Chitra Singh (Chitra Dutta) and Jagjit Singh.

The music for Dono Ke Dil Hain was composed by Jagjit Singh.

The music director for Dono Ke Dil Hain is Jagjit Singh.

The song Dono Ke Dil Hain was released under the Venus Records.

The genre of the song Dono Ke Dil Hain is Ghazal.