Door Gagan Ke Chanda Lyrics - Mohammed Rafi

Door Gagan Ke Chanda lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Vidyapati (1964). Door Gagan Ke Chanda Playful soundtrack was composed by Vistas Ardeshir Balsara (V. Balsara) with lyrics written by Prahlad Sharma.

Door gagan ke chanda
Kahiyo saajan se sandes
Ghar ghar alakh jagaawe
Radha kar joganiya bhes
Mo se rooth gayo banwaari
Mo se rooth gayo banwaari
Jari gayo madhuban
Sukhi jamuna gali gali dukhiyari
Mo se rooth gayo banwaari

Chhod gayo re man ka mitwa
Jiya na ab to maane
Jiya na ab to maane
Kaun tarat re na koi samjhe
Tum jaano hum jaanen
Tum jaano hum jaanen
Piye bin kaamni jee na sakegi
Piye bin kaamni jee na sakegi
Laage ghaavat bhaari
Mo se rooth gayo banwaari
Mo se rooth gayo banwaari

Ye poonam ki raat chaandni
Aag jiya mein laagi
Aag jiya mein laagi
Chanda se yun door chakori
Virhaa vedna jaagi
Virhaa vedna jaagi
Rowat sagri ran bitaai
Rowat sagri ran bitaai
Aayo na girdhaari
Mo se rooth gayo banwaari
Mo se rooth gayo banwaari

bharatlyrics.com

Madhur milan ki aas lagaaye
Phulwan sej bichhai
Phulwan sej bichhai
Path herat akhiyaan pathraai
Nindiya kab hu na aayi
Nindiya kab hu na aayi
Aao kaanha der karo na
Aao kaanha der karo na
Tum jeete main haari
Mo se rooth gayo banwaari
Mo se rooth gayo banwaari.

Door Gagan Ke Chanda Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download