Door Hi Se Humse Lyrics - Lata Mangeshkar

Door Hi Se Humse lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Nadaan (1951). The music of Door Hi Se Humse Happy track is composed by Chic Chocolate while the lyrics are penned by Pyarelal Santoshi.

Door hi se door hi se humse karo baat
Aage badhe to na aaungi hath hoye
Door hi se humse karo baat
Aage badhe to na aaungi hath hoye
Door hi se humse karo baat

bharatlyrics.com

Jawani ki bagiya mein hu main pali
Chhute hi murjane wali kali
Dekhne mein bhali
Kaise main chhodungi bachpan ka sath
Aage badhe to na aaungi hath hoye
Door hi se humse karo baat
Aage badhe to na aaungi hath hoye
Door hi se humse karo baat

O meri aankho ka jadu jo chal jayega
Aaji hatho se dil phir nikal jayega
Ho machal jayega
Meri aankho ka jadu jo chal jayega
Aaji hatho se dil phir nikal jayega
Ho machal jayega
Karwat badal ke bitaoge raat
Aage badhe to na aaungi hath hoye
Door hi se humse karo baat
Aage badhe to na aaungi hath hoye
Door hi se humse karo baat

Anjane pan mein jo mujhjko chhule
Umango ke jhule mein din raat jhule
Wo duniya ko bhule
Anjane pan mein jo mujhjko chhule
Umango ke jhule mein din raat jhule
Wo duniya ko bhule
Sapno mein bhi wo kare meri yaad
Aage badhe to na aaungi hath hoye
Door hi se humse karo baat
Aage badhe to na aaungi hath hoye
Door hi se humse karo baat door hi se.

Door Hi Se Humse Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download