Dooriyan (Title) Lyrics - Dino James

Dooriyan (Title) lyrics, the song is sung by Dino James from Dooriyan (2019). The music of Dooriyan (Title) Happy track is composed by Yash Tiwari while the lyrics are penned by .

Dheere dheere se kaat rahi hai
Mujhe baant rahi hai
Tujhse yeh dooriyan

Yeh bata de kya pyaar nahi tha
Khuddaar kahin ka
Tujhe dil kyun diya

bharatlyrics.com

Aage ka raasta kharab tha
Yeh laga tha bada board
Mane bas yeh socha
Hoga chhota mota mod
Hua jab yeh haadsa, aur aaya mujhe hosh
Tab jake jana bus yahi tak thi road
Mana meri galti thi, meri thi saari chuk
Par teri bhi jab hoti thi mujhe deti thi looks
Maine chaha jab jaana mujhe kaha nahi kyu ruk
Kuch kehna tha par tune kar diya shussssh

Tu hai bani wajah meri siskiyo ki
Aur main hu beta kaaran teri hitchkiyon ki
Tune bhi toh pal wo saare miss kiye honge
Pata nahi tha khel yeh itne risky honge

Tujhe yaad bhi nahi aati meri that’s a little rude
Tu saath nahi mere mujhe ab bhi lage jhoot
Kyu chatthi nahi hai sali kaali si ghata
Najane kab niklegi dhoop

Dheere dheere se kaat rahi hai,
Mujhe baant rahi hai
Tujhse yeh dooriyan

Yeh bata de kya pyaar nahi tha,
Khuddaar kahin ka
Tujhe dil kyun diya

It’s funny kaise change ho rahe hai
Aapas mein saare rishtey
Pehle hug or kiss the
But now it’s all twisted
Hamesha diya respect
Naa kabhi kiya misbehave
Fir bhi tujhse keh raha hu
Forgive me all my mistake

Dekhna toh kaise ho gaya hai tera d
Bas fake jhoot bolu tune kiya mujhe cheat
Baaki ik baat toh hai ke khoke ho gaya hu deep
Ab wait karu tujh tak pahunche mere geet
Mere face pe lekha hai emotionally hu weak
Mera make hai ke kho deta hu jo hota azeez
Saale waste ho gaye hai saare dates
Ab jaise mere chest pe kisine aake rakh de ho eent

Door se hi ik duje ko hum karte hai hi
Ab bhi tujhpe marta hu,
I don’t know baby why
Ajeeb sa lage when i see you with some guy
Koi aake dede mujhe koi upaay

Dheere dheere se kaat rahi hai
Mujhe baant rahi hai
Tujhse yeh dooriyan

Yeh bata de kya pyaar nahi tha
Khuddaar kahin ka
Tujhe dil kyun diya

Jitna mai tujhko bhoolna chaahu
Utna rahe mere paas
Jaane main kab se joonjh raha hu
Samajhe naa itni se baat

Dheere dheere se kaat rahi hai
Mujhe baant rahi hai
Tujhse yeh dooriyan

Yeh bata de kya pyaar nahi tha
Khuddaar kahin ka
Tujhe dil kyun diya…

Dooriyan (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *