Dost Dost Na Raha Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Dost Dost Na Raha lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Sangam (1964). Dost Dost Na Raha Friendship, Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Dost dost naa raha
Pyaar pyaar naa raha
Zindagi hamen tera
Aitabaar na raha, aitabaar na raha
Dost dost naa raha
Pyaar pyaar naa raha
Zindagi hamen tera
Aitabaar na raha, aitabaar na raha

Amaanaten main pyaar ki
Gaya tha jis ko saunp kar
Wo mere dost tum hi the
Tum hi to the
Jo zindagi ki raah men
Bane the mere hamasafar
Wo mere dost tum hi the
Tum hi to the
Saare bhed khul gaye
Raazadaar na raha
Zindagi hamen tera
Aitabaar na raha, aitabaar na raha
Gal lagi sahan sahan
Bhare gale se bol ke
Wo tum na thi to kaun thaa
Tum hi to thi

Safar ke vaqt men palak pe
Motiyon ko tolati
Wo tum na thi to kaun thaa
Tum hi to thi
Nashe ki raat dhal gayi
Ab khumaar na raha
Zindagi hamen tera
Aitabaar na raha, aitabaar na raha

Wafa ke leke naam tu
Dhadak rahe the har ghadi
Wo mere nek nek din tumhi to ho
Jo muskura ke rah gaye
Zahar ki zab sui gadi
Wo mere nek nek din tumhi to ho
Ab kisika mere bin intezar na raha
Zindagi hamen tera
Aitabaar na raha, aitabaar na raha

bharatlyrics.com

Dost dost naa raha
Pyaar pyaar naa raha
Zindagi hamen tera
Aitabaar na raha, aitabaar na raha.

Dost Dost Na Raha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download