Dosti Lyrics - Ali Haider

Dosti lyrics, the song is sung by Ali Haider from Jaanay Do (2007). Dosti Friendship soundtrack was composed by with lyrics written by .

Yeh na poocho ke
Dhadkan chale kaise
Yeh na poocho ke kaise hua
Kuch baatein samajh
Mein na aayeingi
Kuch jaaneyga sara jahan
Teri meri chale dosti
Jab tak hai jaan
Jab tak hai jaan
Jab tak hai jaan

Tum bhi to humse ho
Hum bhi to tumse hain
Jaan lo soch lo
Jeena hai yun hi hume
Honsle choomati zindagi
Bane aasman bane aasman
Bane aasman
Duniya ki baton mein aana na
Woh suno jo kahain dharkanein
Yeh leherein humare kinare ho
Na koi mauj ho saamne
Teri meri chale dosti
Jab tak hai jaan
Jab tak hai jaan
Jab tak hai jaan

bharatlyrics.com

Khwaahon se bheega hai
Phoolon bhara yeh samaa
Tehreerein bikhreen
Hain banke yun dastaan
Yeh nazara chale sung yun
Bane karwaan bane karwaan
Bane karwaan
Jahan tak bhanwar
Paaniyon ke hain
Unse aage hain apne nishaan
Kuch baatein samajh
Mein na aayeingi
Kuch jaaneyga sara jahan
Teri meri chale dosti
Jab tak hai jaan.

Dosti Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download