Dua Dua Dua Lyrics - Bappi Lahiri

Dua Dua Dua lyrics, the song is sung by Bappi Lahiri from Yaadgaar (1984). The music of Dua Dua Dua Philosophical track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Tera har ghum teri har balaye
Apne sar leta hu
Meri kismat mein jo khusiya
Sab tujhko deta hai
Dua dua dua ye mere dil ki dua
Dua dua dua ye mere dil ki dua
Ambar mein jitne tare
Utni khusiya paye,
Phulo ke jaisa muskaye
Yuhi khusiyo se khele
Mera bhi jivan lele
Jita rahe tu sada, ye mer dil ki dua
Dua dua dua ye mere dil ki dua

Tu kul ka deepak kabhi na bahkana
Banke tu suraj jaha mein chamkana
Mahuban ke jaise tu dilo mein mahakna
Tu kul ka deepak kabhi na bahkana
Banke tu suraj jaha me chamkana
Mahuban ke jaise tu dilo me mahakna
Uncha ho nam tera ye mere dil ki dua
Dua dua dua ye mere dil ki dua

bharatlyrics.com

Tere bina thi jo khusiya adhuri
Unki kami maine tab ki thi uri
Meri kami tu bhi kar dena puri
Tere bina thi jo khusiya adhuri
Unki kami maine tab ki thi ureri
Meri kami tu bhi kar dena puri
Neki ho kam tera ye mere dil ki dua
Dua dua dua ye mere dil ki dua

Ambar mein jitne tare
Utni khusiya paye,
Phulo ke jaisa muskaye
Yuhi khusiyo se khele
Mera bhi jivan lele
Jita rahe tu sada,
Ye mer dil ki dua
Dua dua dua
Ye mere dil ki dua
Ye mere dil ki dua.

Dua Dua Dua Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Dua Dua Dua is from the Yaadgaar (1984).

The song Dua Dua Dua was sung by Bappi Lahiri.

The music for Dua Dua Dua was composed by Bappi Lahiri.

The lyrics for Dua Dua Dua were written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

The music director for Dua Dua Dua is Bappi Lahiri.

The song Dua Dua Dua was released under the Saregama.

The genre of the song Dua Dua Dua is Philosophical.