Dum Hai Baaki Toh Gham Nahin Lyrics - Asha Bhosle

Dum Hai Baaki Toh Gham Nahin lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from House No. 44 (1955). Dum Hai Baaki Toh Gham Nahin Dance soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Sahir Ludhianvi.

Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi

Aankh wo kya dil hi wo kya
Jo na kare koi khata
Aankh wo kya dil hi wo kya
Jo na kare koi khata
Hath badha saj utha dunia ko
Gum kare apni bala
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi

bharatlyrics.com

Kal ke liye aaj na dhal
Dil se mita gum ka asar
Kal ke liye aaj na dhal
Dil se mita gum ka asar
Soch na kar aah na bhar
Aanhko me basera kar dil me utar
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi

Rut ha ijawa waqt hasi
Jashn rahe aaj yahi
Rut ha ijawa waqt hasi
Jashn rahe aaj yahi
Pal ka yakin hamko nahi
Tham hi na jaye kahi ghumti jami
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi
Dum hai baki to gum nahi
Aish ke rashte kam nahi.

Dum Hai Baaki Toh Gham Nahin Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download