Duniya Hanse Na Lyrics - Chandan Dass

Duniya Hanse Na lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Jab Dil Karta Hai Peete Hain (2002). The music of Duniya Hanse Na Sad track is composed by Jaidev Verma while the lyrics are penned by Faaiz Anwar.

Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main
Iss dil ki baat maan kar
Iss dil ki baat maan kar
Mushkil mein aa gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main

Kaisi talab thi le gayi iss zindagi ko loot kar
Pal mein bikhar mein reh gaya
Har khaab mera tut kar
Jo kuch bhi mere paas thaa
Jo kuch bhi mere paas thaa
Sab kuch loota gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main

bharatlyrics.com

Wo doori is kadar huyi
Chhuna saki nazar usse
Iss dil pe kyaa ghujar gayi
Kuchh bhi khabar usse
Kisko bataun dosto
Kisko bataun dosto
Dhokha jo khaa gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main

Phitrat mein jiski ho daga
Kaise nibhaye pyaar wo
Ilzaam doon main kyun use
Badnaam hoga yaar woh
Usne bhula diya magar
Usne bhula diya magar
Waada nibha gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main

Iss dil ki baat maan kar
Iss dil ki baat maan kar
Mushkil mein aa gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main
Duniya hanse na is liye
Aansoo chhupa gaya hoon main.

Duniya Hanse Na Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Duniya Hanse Na is from the Jab Dil Karta Hai Peete Hain (2002).

The song Duniya Hanse Na was sung by Chandan Dass.

The music for Duniya Hanse Na was composed by Jaidev Verma.

The lyrics for Duniya Hanse Na were written by Faaiz Anwar.

The music director for Duniya Hanse Na is Jaidev Verma.

The song Duniya Hanse Na was released under the T-Series.

The genre of the song Duniya Hanse Na is Sad.