Tohfa Yeh Gham Ka Lyrics - Chandan Dass

Tohfa Yeh Gham Ka lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Jab Dil Karta Hai Peete Hain (2002). The music of Tohfa Yeh Gham Ka Sad track is composed by Jaidev Verma while the lyrics are penned by Faaiz Anwar.

Tohfa yeh gham ka mere naam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya
Tohfa yeh gham ka mere naam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya
Ik bewafa ne daulat ki khaatir
Ik bewafa ne daulat ki khaatir
Meri wafaa ko nilaam kar diya
Tohfa yeh gham ka mere naam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya

Khaaya hain dhoka dil ko lagake
Luta hain usne mujhe apna bana ke
Phir aankh bheegi phir dard jaaga
Tadpaye mujh ko woh phir yaad aake
Ye kyaa tamasha sare aam kardiya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya
Ye kyaa tamasha sare aam kardiya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya

Paake use yun khon na padega
Rushwa mohabbat mein hona padega
Ik pal khushi ki kyaa ye saja hain
Har ek pal mujh ko rona padega
Aagaaz hi mein anzaam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya
Aagaaz hi mein anzaam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya

bharatlyrics.com

Uski nazar mein daulat hain sabkuch
Joothi zamane ki souhrat sab kuch
Usne kiya hain chahat ka saudaa
Meri nazar mein to chahat hain sabkuch
Usne to mujhko badnaam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya
Usne to mujhko badnaam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya

Ik bewafa ne daulat ki khaatir
Ik bewafa ne daulat ki khaatir
Meri wafaa ko nilaam kar diya
Tohfa yeh gham ka mere naam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya
Karna na thaa jo woh kaam kar diya.

Tohfa Yeh Gham Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download