Duniya Ke Kaise Kaise Gham Lyrics - Kishore Kumar

Duniya Ke Kaise Kaise Gham lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Aawaz (1956). Duniya Ke Kaise Kaise Gham Masti soundtrack was composed by Salil Chowdhury with lyrics written by Zia Sarhadi.

Arra ram tarra ram
Arra ram tarra ram
Duniya ke kaise kaise gham
Kahi zyada kahi kam
Kahi zyada kahi kam
Kahi zyada kahi kam

Koi kahe mera
Piya ghar aaye na
Kisi ka nikhattu
Miyaan paisa laaye na
Laale ko ye darr
Paisa koi khaaye na
Arre buddhe ko phikar
Buddhi bhaag jaaye na

Zakhmi jigar hai
Dar hai phikar hai
Sab gad bad hai
Nikale hai dam
Tose allaah ki kasam
Vai vai vai
Zakhmi jigar hai
Dar hai phikar hai
Sab gad bad hai
Nikale hai dam
Tohe allaah kii kasam
Kahi zyada kahi kam
Kahi zyada kahi kam

bharatlyrics.com

Arra ram tarra ram
Duniya ke kaise kaise gham
Kahi zyada kahi kam.

Duniya Ke Kaise Kaise Gham Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download