Duniya Ki Halat Naram Lyrics - Mohammed Rafi

Duniya Ki Halat Naram lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Guzara (1954). Duniya Ki Halat Naram Playful soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Raja Mehdi Ali Khan.

Duniya ki halat naram naram
Halwa chodo puri chodo
Bhajiye khalo garam garam
Duniya ki halat naram naram

bharatlyrics.com

Tune bhi muft ki khai hai
Kya tu bhi mera bhai hai
Kya tu bhi mera bhai hai
Meri hi tarah honge mistar
Tere pichle janam ke karam karam
O munna pichle janam ke karam karam
Halwa chodo puri chodo
Bhajiye khalo garam garam
Duniya ki halat naram naram

Hum tumko kaha se de biksha
Jakar ke khicho riksha
Ho munna jakar ke khicho riksha
Mat desh pe tum bojh bano
Hai yahi hamara dharam dharam
Hai yahi hamara dharam dharam
Duniya ki halat naram naram
Halwa chodo puri chodo
Bhajiya khalo garam garam
Duniya ki halat naram naram

Char aane mein insan bike
Do aane mein iman bike
Char aane mein insan bike
Do aane mein iman bike
Ek aane mein bhagwan bike
Aye duniya walo same same same
Aye duniya walo sharam sharam
Duniya ki halat naram naram.

Duniya Ki Halat Naram Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download