Duniya Ki Kitabon Se Ek Din Lyrics - Mohammed Rafi

Duniya Ki Kitabon Se Ek Din lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Jwala (1971). The music of Duniya Ki Kitabon Se Ek Din Philosophical track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega
Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega
Insa ke irado ke aage
Ambar bhi sar ko jhkayega
Ambar bhi sar ko jhkayega
Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Hum apni lagan ke deewane
Tufa se bhi takra jayenge
Ab jhuk na sakenge aye
Duniya tut bhle hi jayenge

Jivan ki dagar ka har parvat
Ek thokar me uad jayega
Duniya ki kitabo se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

Samjho na hume tum pathar dil
Sine me hamare pyar bhi hai
Laz kisi kisi ki yaad bhi hai
Ek sapno ka sansar bhi hai

Jo kuch bhi hansi hai is jag me
Kuch aur hansi kahlayega
Duniya ki kitabo se ek din
Mushkil ka naam mit jayega

bharatlyrics.com

Har har bandhan ko todke
Jab jashan manayegi duniya
Taro ke sihgashan par jis
Din insa ko dikhayegi duniya
Us din sabko rah rah ke mera
Ye git bahut yaad ayega
Insa ke irado ke aage
Ambar bhi sar ko jhkayega
Ambar bhi sar ko jhkayega
Duniya ki kitabon se ek din
Mushkil ka naam mit jayega.

Duniya Ki Kitabon Se Ek Din Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download