Duniya Ki Nazar Hai Buri Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

Duniya Ki Nazar Hai Buri lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi from Agra Road (1957). The music of Duniya Ki Nazar Hai Buri Love track is composed by while the lyrics are penned by Prem Dhawan.

Duniya ki nazar hai buri
Julfe na sanwara karo
Jao jao beimaan balma
Hame tane na mara karo
Duniya ki nazar hai buri
Julfe na sanwara karo

bharatlyrics.com

Dekh jara tu mud ke
Jalim sadke aisi chal ke
Dekh jara tu mud ke
Jalim sadke aisi chal ke
Mere samane aana balam
Dil ko jara sambhal ke
Ho jara sambhal ke
Tere kadmo pe dil rakh du
Gori jab bhi ishara kare
Jao jao beimaan balma
Hame tane na mara karo

Baato hee baato mein aji
Ban baithe dildar kyon
Baato hee baato mein aji
Ban baithe dildar kyon
Apna bana ke pas bula ke
Ab hamse takarar kyon
Ab hamse takarar kyon
Jao tumhe paas bulaya kisne
Jara dur se najara karo
Duniya ki nazar hai buri
Julfe na sanwara karo

Ek toh tikhe naina upar se
Kajre kee dhar re
Ek toh tikhe naina upar se
Kajre kee dhar re
Ho jayey naa par jigar ke
Dodhari talawar re
Dodhari talawar re
Hay tere pyar ke mare hain
Najro se na mara karo
Jao jao beimaan balma
Hame tane na mara karo
Duniya ki nazar hai buri
Julfe na sanwara karo.

Duniya Ki Nazar Hai Buri Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download