Duniya Ne Mujhko Hai Nakara Lyrics - Mohammed Rafi

Duniya Ne Mujhko Hai Nakara lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Nalayak (1979). The music of Duniya Ne Mujhko Hai Nakara Romantic track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Verma Malik.

Duniya ne mujhko
Hai samjha nakara
Duniya ne mujhko
Hai samjha nakara
Nalayak nalayak kah ke pukara
Aur koi kuch bhi
Kahe bura nahi manuga
Aur koi kuch bhi
Kahe bura nahi manuga
Tune kaha to zahar
Kha ke mar jaunga
Tune kaha to zahar
Kha ke mar jaunga
Duniya ne mujhko
Hai samjha nakara
Nalayak nalayak
Kah ke pukara

Hey teri aankho me
Hijab hijab lajawab
O haye ye shabab
Shabab lajawab
Pyar ke sawal ka
De pyar me jawab
De pyar me jawab
O teri meri jodi
Hogi hogi lajawab
Oye aankhe hongi
Meri aur tere honge khawab
Tera mera pyar
Hoga hoga lajawab
O hoga lajawab

Thukarao na man jao na
Aur koi thukarye
Bura nahi manuga
Aur koi thukarye
Bura nahi manuga
Tune thukraya zahar
Kha ke mar jaunga
Tune thukraya zahar
Kha ke mar jaunga
Ae duniya ne mujhko
Hai samjha nakara
Nalayak nalayak kah ke pukara

bharatlyrics.com

Hey zara suno to
Hujur na jao dur dur
Meri ankhiyo ke
Nur karo na yu garur
Kisi na kisi ko apnaogi
Jarur apnaogi jarur
Ho tera pyar paunga
Mai paunga jarur
O chahe badnam
Ya ho jau mashur
Aaj tujhe sath
Leke jaunga jarur
Leke jaunga jarur

Zara aao na chhod jao na
Aur koi chhod jaye
Bura nahi manuga
Aur koi chhod jaye
Bura nahi manuga
Tune mujhe chhoda
Zahar kha ke mar jaunga
Tune mujhe chhoda
Zahar kha ke mar jaunga
Ae duniya ne mujhko
Hai samjha nakara
Nalayak nalayak
Kah ke pukara
Aur koi kuch bhi kahe
Bura nahi manuga
Aur koi kuch bhi kahe
Bura nahi manuga
Tune kaha to zahar
Kha ke mar jaunga
Tune kaha to zahar
Kha ke mar jaunga.

Duniya Ne Mujhko Hai Nakara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download