Duniya Paglo Ka Bazaar Lyrics - Chorus, Mohammed Rafi, Shyam Kumar

Duniya Paglo Ka Bazaar lyrics, the song is sung by Chorus, Mohammed Rafi, Shyam Kumar from Chacha Chowdhury (1953). Duniya Paglo Ka Bazaar Happy soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Rajendra Krishan.

Duniya, ye duniya tufan me
Arey nahi bhaiya
Duniya paglo ka bazar samjhe na
Duniya paglo ka bazar
Duniya paglo ka bazar
Duniya paglo ka bazar

Ek dant sogat chalunga
Sat samandar par
Ek dant sogat chalunga
Sat samandar par
Arey nahi bhaiya, nahi
Gadi ke us par sajnva
Gadi ke us par
Hoshiyar bhayi hoshiyar

Mit gaye arey bhayi pit gaye re
Bnake film kho baithe
Kamai zindagi bhar ki
Na bartan hai na kapda hai
Ye halat ho gayi ghar ki

bharatlyrics.com

Oo ho ab kaha suraiya
Nila nila nargis
Oye hoye
Oo ho ab kaha suraiya
Nila nila nargis
Raha bangla na rahi motar car
Raha bangla na rahi motar car

Aa gyai aa gayi aa gayi re
Mai to aa gayi, oye hoye
Aa gayi re mai to aa gayi
Aaye haye aa gayi
Huyi aa gayi oo ghode chadke
Oo ghode chadke
Duniya ka maza le lo
Duniya hamari hai
Ye duniya hamari hai
Duniya hamari hai
Ye duniya hamari hai
Duniya hamari hai
Ye duniya hamari hai
Duniya ka maza le lo
Duniya hamari hai
Ye duniya hamari hai
Duniya hamari hai.

Duniya Paglo Ka Bazaar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download