Duniya Sharabi Kaun Lyrics - Mohammed Rafi

Duniya Sharabi Kaun lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Tangewala (1972). Duniya Sharabi Kaun Sad soundtrack was composed by Naushad Ali with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Duniya sharabi duniya sharabi
Duniya sharabi duniya sharabi

Kaun nahi peeta sab peete hai
Kaun nahi peeta sab peete hai

Maine bhi pi thodi si pi
Maine bhi pi to kya hai kharabi
Duniya sharabi duniya sharabi

bharatlyrics.com

Daulat ka diwana jag me koi
Ulfat ka mastana jag me koi

Sabko nasha hai kaun bacha hai
Mujhko bhi gum ne aaj pila di

Duniya sharabi duniya sharabi
Duniya sharabi duniya sharabi

Aag sahi jahar sahi mane nahi dil
Mujhko mere dukh ki dawa aaj gayi mil

Jahar se maine jahar ko mara
Aag se dil ki aag bujha di

Kaun nahi peeta, kaun nahi peeta
Maine bhi pi thodi si pi

Maine bhi pi to kya hai kharabi
Duniya sharabi duniya sharabi.

Duniya Sharabi Kaun Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Duniya Sharabi Kaun is from the Tangewala (1972).

The song Duniya Sharabi Kaun was sung by Mohammed Rafi.

The music for Duniya Sharabi Kaun was composed by Naushad Ali.

The lyrics for Duniya Sharabi Kaun were written by Majrooh Sultanpuri.

The music director for Duniya Sharabi Kaun is Naushad Ali.

The song Duniya Sharabi Kaun was released under the Eros Music.

The genre of the song Duniya Sharabi Kaun is Sad.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *