Dupatte Kee Girah Me Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Dupatte Kee Girah Me lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Apne Huye Paraye (1964). The music of Dupatte Kee Girah Me Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Dupate ki girah me bandh lijiye

bharatlyrics.com

Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega

Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega

Ye mana tum hasin ho najami ho
Mere dil me tum hi pardanashi ho
Kaha le jaogi tum aisi surat
Kabhi to hogi sathi ki jarurat
Mera dil hai ise sathi bana lo
Ise apni nigah me chupa lo

Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega

Mere dil se na ab daman bachao
Tumhe meri kasam hai tum pas aao
Mera dil pyar me duba huwa hai
Tumhari yad me khoya huwa hai
Mera dil aapse badhkar hasin hai
Hasino ki tarah katil nahi hai
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega

Jawani tak hai ye sare jhamele
Na honge aashiki ke phir ye mele
Karegi ye umar jab bewafayi
Chura legi najar sari khudayi
Mera dil hi tumhe dega sahara
Banega tufan me kinara
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega
Dupate ki girah me bandh lijiye
Mera dil hai kabhi kam ayega
Mera dil hai kabhi kam ayega.

Dupatte Kee Girah Me Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download