Dur Kahi Is Jag Se Lyrics - Hamida Banu, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Dur Kahi Is Jag Se lyrics, the song is sung by Hamida Banu, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from But Taraash (1951). The music of Dur Kahi Is Jag Se Playful track is composed by Ghulam Haider while the lyrics are penned by .

Dur kahi dur kahi
Dur kahi is jag se
Hum tum duniya nayi basaye
Hum tum duniya nayi basaye
Prem ka sagar prem ki naiya
Prem ka sagar prem ki naiya
Hum hai khevanhar
Hum hai khevanhar
Prem ki le patwar hath me
Prem ki le patwar hath me
Naiya par lagaye
Hum tum naiya par lagaye
Dur kahi is jag se
Hum tum duniya nayi basaye
Hum tum duniya nayi basaye

bharatlyrics.com

Mai nachu sang tere jaise
Phul pe nache bhawra
Mai nachu sang tere jaise
Phul pe nache bhawra
Yu khelu mai tujhse jaise
Chand ke sang chakora
Jaise chand ke sang chakora
Dur kahi dur kahi
Dur kahi chalke
Hum tum preet ko badhaye
Hum tum preet ko badhaye

Prem hai do ruho ka panchi
Prem hai do ruho ka panchi
Pankh hai uske dor
Pankh hai uske dor
Ek pankh mai ek tu sajan
Ek pankh mai uska sajan
Ek pankh mai uska sajan
Ek pankh tum ho
Dono pankh hilake sajan
Hum tum dur kahi ud jaye
Dur kahi chalke
Hum tum preet ko badhaye
Hum tum preet ko badhaye.

Dur Kahi Is Jag Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download