Ek Abr E Siyaah Chhaaya Lyrics - Mohammed Rafi, Shamshad Begum

Ek Abr E Siyaah Chhaaya lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Shamshad Begum from Rahnuma (1948). The music of Ek Abr E Siyaah Chhaaya Playful track is composed by Dhumi Khan while the lyrics are penned by Habeeb Sarhadi.

Ek abr e siyaah chhaaya aa
Ek abr e siyaah chhaaya
Aa jaa mere saathhi
Teri yaad ne tadpaayaa aa

Ik kaali ghataa chhhaayi ee
Ik kaali ghataa chhhaayi
Jaane kyun dil machlaa
Aur yaad teri aayi ee

bharatlyrics.com

Bulbul ne machaaya shor aur
Bulbul ne machaaya shor
Nazron mein mere siwaa
Janchtaa nahin koyi aur

Ambuwaa pe koyal bole ae
Seene mein dard utthhe
Ambuwaa pe koyal bole ae
Seene mein dard utthhe
Aur meraa jiyaa dole ae

Anjaan zamaana hai ae
Anjaan zamaana hai ae
Zaalim ne mohabbat ko
Kya jaane kya jaana hai

Khushiyon ka zamaana hai ae
Khushiyon ka zamaana hai ae
Masoom nigaahon mein
Ulfat ka fasaanaa hai ae

Kyun humse nigaah pheri ee
Kyun humse nigaah pheri
Aankhon ke pardon mein
Tasveer rakhi teri ee.

Ek Abr E Siyaah Chhaaya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download