Ek Baat Hai Kehne Ki Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Ek Baat Hai Kehne Ki lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Samson (1964). Ek Baat Hai Kehne Ki Romantic soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Ho o o o o
Ho o o o o

Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do
Badh jaayegi betaabi
Rehne do rehne do
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do

Deewaane pe aankhein
Uthhaana mere gul
Tumhi mere parwaane
Tumhi mere bulbul
Deewaane pe aankhen
Uthhaana mere gul
Tumhi mere parwaane
Tumhi mere bulbul
Par kehna ik gul ka
Bulbul na samjha to
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do
Badh jaayegi betaabi
Rehne do rehne do
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do

Ghataa oodi oodi
Hawaa pyaari pyaari
Muhabbat mein deti hai
Maza beqaraari
Ghataa oodi oodi
Hawaa pyaari pyaari
Muhabbat mein deti hai
Maza beqaraari
Chaliye ji ye dil ka
Afsaana samjha to
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do
Badh jaayegi betaabi
Rehne do rehne do
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do

bharatlyrics.com

Muhabbat ke rangon se
Bhar gaya mausam
Hamein milte dekha to
Thahar gaya mausam
Muhabbat ke rangon se
Bhar gaya mausam
Hamein milte dekha to
Thahar gaya mausam
Par hamko mausam bhi
Deewaana samjha to
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do
Badh jaayegi betaabi
Rehne do rehne do
Ek baat hai kehne ki
Aankhon se kehne do.

Ek Baat Hai Kehne Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ek Baat Hai Kehne Ki is from the Samson (1964).

The song Ek Baat Hai Kehne Ki was sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.

The music for Ek Baat Hai Kehne Ki was composed by Chitragupta Shrivastava.

The lyrics for Ek Baat Hai Kehne Ki were written by Majrooh Sultanpuri.

The music director for Ek Baat Hai Kehne Ki is Chitragupta Shrivastava.

The song Ek Baat Hai Kehne Ki was released under the Saregama.

The genre of the song Ek Baat Hai Kehne Ki is Romantic.