Ek Bholi Bhaali Gori Ne Lyrics - Dost Muhammad

Ek Bholi Bhaali Gori Ne lyrics, the song is sung by Dost Muhammad from Andhon Ka Sahara (1948). The music of Ek Bholi Bhaali Gori Ne Playful track is composed by Shridhar Parsekar while the lyrics are penned by Kesharinath Vaidya.

Ek bholi bhaali gori ne aay haay
Dil pe jaadoo kiya aay haay
Dil pe jaadoo kiya
Ek bholi bhaali gori ne aay haay
Dil pe jaadoo kiya aay haay
Dil pe jaadoo kiya
Kyaa bataaun dil ka paani ho gaya
Kyaa bataaun dil ka paani ho gaya
Wo pyaari pyaari soorat
Jiya bhhaa gaya
Jiya bhhaa gaya
Wo pyaari pyaari soorat
Jiya bhhaa gaya
Jiya bhhaa gaya
Haay dil pe jaadoo kiyaa
Haay dil pe jaadoo kiyaa
Ek bholi bhaali gori
Ek bholi bhaali gori ne aay haay
Dil pe jaadoo kiya aay haay
Dil pe jaadoo kiya

bharatlyrics.com

Gori chali
Main peechhe peechhe ja rahaa
Gori chali
Main peechhe peechhe ja rahaa
Wo boodhha bachcha
Dekh mujhe hansta raha gaata raha
Wo boodhha bachcha
Dekh mujhe hansta raha gaata raha
Na thha deewaana phir bhi main
Deewaana kehlaa gayaa
Deewaana kehlaa gayaa
Na thha deewana phir bhi main
Deewaana kehlaa gayaa
Haay dil pe jaadoo kiya
Ek bholi bhaali gori
Ek bholi bhaali gori ne aay haay
Dil pe jaadoo kiya aay haay
Dil pe jaadoo kiya

Na reh saka gori se jaakar keh diya
Na reh saka gori se jaakar keh diya
Kyun meethha meethha dard
Dil mein ho rahaa
Dil mein ho rahaa
Kyun meethha meethha dar
Dil mein ho rahaa
Dil mein ho rahaa
Ghin ghin chaante maare
Ghin ghin chaante maare
Usne phir sau sau gaali diya
Haay sau sau gaali diya
Ghin ghin chaante maare usne
Phir sau sau gaali diye
Haay dil pe jaadoo kiyaa
Ek bholi bhaali gori
Ek bholi bhaali gori ne
Aay haay dil pe jaadoo kiya
Ek bholi bhaali gori ne
Aay haay dil pe jaadoo kiya
Aay haay dil pe jaadoo kiya.

Ek Bholi Bhaali Gori Ne Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download