Ek Chhatri Aur Hum Hai Do Lyrics - Om Prakash Sharma

Ek Chhatri Aur Hum Hai Do lyrics, the song is sung by Om Prakash Sharma from Maan Gaye Ustad (1981). Ek Chhatri Aur Hum Hai Do Rain, Romantic soundtrack was composed by Master Sonik, Om Prakash Sharma with lyrics written by Verma Malik.

Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo
Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do
Pyar se gore man ko
Pani se kore tan ko
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do
Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo

Saradi se tan sard hua
Ho saradi se tan sard hua
Galo ka rad zarad hua
Aur tu kitna bedard hua
Aag jalakar garmi do
Dilbar ho kuchh to karo
Aag jalakar garmi do
Dilbar ho kuchh to karo
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do
Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo na

Bhigi hai to fir kya hua
Bhigi hai to fir kya hua
Aa meri baho me aa
Pani me aag laga dunga
Dhul ke aaj nikharne do
Aaj is husn ki jawani ko
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do
Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo

Jaldi se kahi mujhe chhupao
Jaldi se kahi mujhe chhupao
Haye meri tauba tauba
Kitni jalim hai sard hawa
Dhadkan thandi roke to
Fir kya ho kuchh to karo
Dhadkan thandi roke to
Fir kya ho kuchh to karo
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do
Ek chhatri aur hum hai do
Ab kya ho kuchh to karo

bharatlyrics.com

Jab tak hu mai sath sanam
Jab tak hu mai sath sanam
Kitni pade barsat sanam
Darne ki nahi koi bat sanam
Jo hota hai hone do
Aaj pyar me dono ko
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do
Re ek chatri thi ud gayi wo
Ab kya ho rah gaye do
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do
Bhigne do zara bhigne do.

Ek Chhatri Aur Hum Hai Do Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download