Ek Dharti Ka Rajkumar lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Chandi Pooja (1957). The music of Ek Dharti Ka Rajkumar Playful track is composed by Ajit Merchant while the lyrics are penned by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar
Apni basti chodd desh me
Ek naya sansar chala re
Chala gagan ke paar
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar
Indar lok ki ser ko nikla
Ek nanha sa raja
Aaj khushi me khadi bichaye
Dur se bajta baja
Saral saral udd rahi chunariya
Saral saral udd rahi chunariya
Kya sundar rut paar
Chala re chala gagan ke paar
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar
bharatlyrics.com
Pawan buharega iska
Angana megh barega pani
Roj rat kaha karegi
Pariya ise kahani
Chanda suraj honge iske
Chanda suraj honge iske
Mahal ke pehredar
Chala re chala gagan ke paar
Ek dharti ka rajkumar
Dekho ji ho ke hawa pe swar
Chala re chala gagan ke paar.