Ek Dil Aur Sau Afsane (Title) Lyrics - Lata Mangeshkar

Ek Dil Aur Sau Afsane (Title) lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Ek Dil Sao Afsane (1963). The music of Ek Dil Aur Sau Afsane (Title) Sad track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Man bina ke madhur suro me
Gate hai sab prem tarane
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane

Dil jo na hota kuchh bhi na hota
Aankh na roti aur dard na uthata
Dil jo na hota kuch bhi na hota
Aankh na roti aur dard na uthata
Apna ye daman bol bhi gata
Kon kisi ke yu pyar me khota
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Man bina ke madhur suro me
Gate hai sab prem tarane

bharatlyrics.com

Dil jo lagaya chain na paya
Sare jaha ka iljam uthaya
Dil jo lagaya chain na paya
Sare jaha ka iljam uthaya
Gake sunaye apna tarana
Ye to janam janam se hota hi aaya
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Man bina ke madhur suro me
Gate hai sab prem tarane

Tu meri manjil pyar ka sahil
Jau kidhar mai hai tu hi mukabil
Tu meri manjil pyar ka sahil
Jau kidhar mai hai tu hi mukabil
O mere hamdam yak hai mushkil
Kar ke rahenge hum tujhko hi hasil
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane
Man bina ke madhur suro me
Gate hai sab prem tarane
Ek dil aur sau afsane
Haaye mohabbat haaye zamane.

Ek Dil Aur Sau Afsane (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download