Ek Gadi Idhar Se Lyrics - Asha Bhosle, Shamshad Begum

Ek Gadi Idhar Se lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Shamshad Begum from Chhote Babu (1957). The music of Ek Gadi Idhar Se Playful track is composed by Madan Mohan Kohli while the lyrics are penned by Pyarelal Shrivasta (P. L. Santoshi).

Ek gadi idhar se hamari chali
Ek gadi udhar se tumhari chali
Ek gadi idhar se hamari chali
Ek gadi udhar se tumhari chali
Takaryi to jalim ye duniya
Hasi aur kahne lagi
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala

bharatlyrics.com

Bade ban than ke hum nilke
Bade saj dhaj ke wo nikle
Bade ban than ke hum nilke
Bade saj dhaj ke wo nikle
Najar ke brand palam par
Kuch wo fisle kuch hum fisle
Najar ke brand palam par
Kuch wo fisle kuch hum fisle
Hi takkar apas me
To bole dekhne wale
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala

Ajab gadi hai ye babu
Ajab iska chalana hai
Kafir joki aa baithi
Kahi usko diwana hai
Kafir joki aa baithi
Kahi usko diwana hai
Na patri hai na station hai
Jaha takraye waha jungle hai
Na driver hai na carder hai
Na babu hai tikat wala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala

Are o dekhne walo na
Jisko tair kar dekha
Are o dekhne walo na
Jisko tair kar dekha
Ye gadi chal padi dekho
Dekho idhar dekho
Yaha siti nahi bajti
Yaha jhandi nahi hilti
Wahi ruk jata hai injan
Jaha dal me kala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Dilo ke takra jane ko
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala
Mohabbat kahte hai lala.

Ek Gadi Idhar Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *