Ek Gagan Ka Raja Lyrics - Lata Mangeshkar

Ek Gagan Ka Raja lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Darpan (1970). Ek Gagan Ka Raja Kids soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Ek gagan ka raja ek
Chaman ki rani
In dono ke pyar ki
Sunau main kahani
Ek gagan ka raja ek
Chaman ki rani
In dono ke pyar ki
Sunau main kahani

Ek ka naam chanda
Ek ka naam chukari
In dono ke pyar ki
Sunau main kahani
Ek gagan ka raja

bharatlyrics.com

Chandani raato mein
Baato baato mein
Chandani raato mein
Bas ye dono sama gaye
Ek duje ki aankho mein
Chandani raato mein
Wo bhi pagal premi
Ye bhi prem deewani
In dono ke pyar ki
Sunau main kahani
Ek gagan ka raja

Gujari kuchh raate banke barate
Gujari kuchh raate
Dur hi dur se kiye ishare
Kar ne dil ki baatein
Gujari kuchh raate
Mann ke mit ko dedi
Apani neend nishani
In dono ke pyar ki
Sunau main kahani
Ek gagan ka raja

Phir wo din aaya sabne
Samjhaya phir wo din aaya
Dekho dhari gagan nahi milte
Kyu dokha khaya
Phir wo din aaya
Jhuthi aas lagai
Sachi baat na mani
In dono ke pyar ki
Sunau main kahani
Ek gagan ka raja

Aage sun haye naina
Bhar aaye aage sun haye
Ek din dono bichad gaye
Aakash mein badal chaye
Aage sun haye
Cham cham barse naina
Rim jhim barsa pani
In dono ke pyar ki
Sunau main kahani
Ek ka naam chanda
Ek ka naam chukari
In dono ke pyar ki
Sunau main kahani
Ek gagan ka raja.

Ek Gagan Ka Raja Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download