Ek Ladki Bholi Bhali Si Lyrics - Mohammed Rafi

Ek Ladki Bholi Bhali Si lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Chowkidar (1974). Ek Ladki Bholi Bhali Si Romantic soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Rajendra Krishan.

Kaha chali sharma ke muh chupaye huye
Kadam pe kayamat ik uhaye huye
Ik ladki boli bali si
Ki jiska  naam hai radha
Jiska roop hai saada
Kuch sharma ke kuch gabara ke
Kar gayi pyaar ka vaada
Ik ladki boli bali si
Ki jiska  naam hai radha
Jiska roop hai saada
Kuch sharma ke kuch gabara ke
Kar gayi pyaar ka vaada
Ik ladki boli bali si

bharatlyrics.com

Sabnam jiska mukhda dhoye
Suraj rang nikhare
Sabnam jiska mukhda dhoye
Suraj rang nikhare
Mast pawan ka hanchal joka
Jiske baal sanware
Ankiya jiski badi badi
Jiska badan phulo ki ladi
Aaj vo kaise fil pe baithi
Soch rahi hai khadi khadi
Ki jiska  naam hai radha
Jiska roop hai saada
Kuch sharma ke kuch gabara ke
Kar gayi pyaar ka vaada
Ik ladki boli bali si

Do bolo me sab kuch kah gayi
Pyar me bebas ho kar rah gayi
Do bolo me sab kuch kah gayi
Pyar me bebas ho kar rah gayi
Dil ki baat juba par laayi
Tokhar khayi aur pachtayi
Tokhar khayi aur pachtayi
Nikhri nikhri surat hai
Yahi to hai vo albeli jiski hume jarurat hai
Ik ladki boli bali si
Ki jiska  naam hai radha
Jiska roop hai saada
Kuch sharma ke,kuch gabara ke
Kar gayi pyaar ka vaada
Ik ladki boli bali si
Ik ladki boli bali si
Ik ladki boli bali si.

Ek Ladki Bholi Bhali Si Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *