Ek Manzil Ek Safar Lyrics - Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor

Ek Manzil Ek Safar lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor from Naag Mandir (1966). The music of Ek Manzil Ek Safar Romantic track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Asad Bhopali.

Ek manjil ek safar hai
Ab hamara aapka
Ha aapka
Har kadam par chahta hai
Dil sahara aapka
Ha shara aapka

bharatlyrics.com

Aap or hum ek hai
Ab hamse mar sharmaiye
Dil ki had se aage badhiye
Ruh par chha jayiye
Kya kaha ye aapne
Ek bar phir dohrayiye
Jane kyu lagta hai
Har andaz pyara aapka
Andaz pyara aapka
Ek manjil ek safar hai
Ab hamara aapka
Ha aapka

Wo chaman chhuta
Wo hawa gayi
Main kaha se kaha aa gayi
Hui sabko chhod ke aapki
Mere dil mein kya ye sama gayi
Laut aayegi gujri bahar
Hampe nahi kya atbar
Jan se pyara hai hamko
Har ishara aapka
Ha ishara aapka
Ek manjil ek safar hai
Ab hamara aapka
Ha aapka.

Ek Manzil Ek Safar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download