Ek Manzil Lyrics - Vishal Vaid

Ek Manzil lyrics, the song is sung by Vishal Vaid from Soundtrack (2011). The music of Ek Manzil Romantic track is composed by Karsh Kale, Midival Punditz while the lyrics are penned by Vishal Vaid.

Main uska woh mera
Ho sehra ho ya dariya ho
Main uska woh mera
Ho sehra ho ya dariya ho
Yeh faasla afsaana
Fasaana hamara ho

Main uska woh mera
Ho sehra ho ya dariya ho
Main uska woh mera
Ho sehra ho ya dariya ho
Yeh faasla afsaana
Fasaana hamara ho

Chand aashiq hun ek paagal ho
Chand khanjar hun ek kaatil ho
Chand toofan hun ek sahil ho
Chand ghungroo hun ek payal ho
Chand gazalein hun ek mehfil ho
Chand ehmak hun ek aakal ho
Chand raahein ek manzil
Ek manzil ek manzil

Main uska woh mera ho
Sehra ho ya dariya ho
Main uska woh mera ho
Sehra ho ya dariya ho
Yeh faasla afsaana
Fasaana hamara ho

bharatlyrics.com

Chand aashiq hun ek paagal ho
Chand mazhab hun ek aadil ho
Chand jazbe hun ek haasil ho
Chand aankhien hun ek kaajal ho
Chand jaahil hun ek kaabil ho
Chand munkir hun ek kayal ho
Chand raahein ek manzil
Ek manzil ek manzil

Main uska woh mera ho
Sehra ho ya dariya ho
Main uska woh mera ho
Sehra ho ya dariya ho
Yeh faasla afsaana
Fasaana hamara ho

Chand aashiq hun ek paagal ho
Chand khanjar hun ek kaatil ho
Chand toofan hun ek sahil ho
Chand ghungroo hun ek payal ho
Chand gazalein hun ek mehfil ho
Chand ehmak hun ek aakal ho
Chand raahein ek manzil
Ek manzil ek manzil.

Ek Manzil Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download