Ek Pyaar Karne Wale Ne Lyrics - Mohammed Rafi

Ek Pyaar Karne Wale Ne lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Gaon Hamara Shaher Tumhara (1972). The music of Ek Pyaar Karne Wale Ne Love track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Ek pyar karne vale ne
Ek pyar karne vale se
Ye pucha ke pyar kaha rahta
Udta udta ek panchi bola rey
Pagale vaha rahta hai
Dil me dard jaha rahta hai

Udta udta ek panchi bola rey
Pagale vaha rahta hai
Dil me dard jaha rahta hai

Dil dariya samdar salame
Inka aar na par
Ye vo nayia jiska khivayia
Na koi patvar
To fir pyar kyo kare log
Pyar kli khatir kyu le jor
To ek nanhi si chhidiya
Premi ke kano me kah gayi
Pyar bina ye jag khota hai
Khud ye bhagwan kahta hai
Pyar bina ye jag khota hai
Khud ye bhagwan kahta hai

bharatlyrics.com

Kon ye jane kab ho jaye
Kis sang sacha mel
Mehanga bhi hai sasta bhi hai
Aabkhiyo ka khel
Kab kis se lad jaye nain
Kab kaha kho jaye chain
Pyar hi dukh hai pyar hi sukh hai
Pyar ke bhaid nirale
Na is raaz ko mulla samjhe
Na pandit kothi vale
Mager ek bagiya me koyal kuk kuk ke boli
Pyar bina ye jag khota hai
Khud ye bhagwan kahta hai
Ek pyar karne vale se
Ye pucha ke pyar kaha rahta

Udta udta ek panchi bola rey
Pagale vaha rahta hai
Dil me dard jaha rahta hai
Dil me dard jaha rahta hai.

Ek Pyaar Karne Wale Ne Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download