Ek Raja Ka Ek Beta Lyrics - Kishore Kumar, Sushma Shrestha (Poornima)

Ek Raja Ka Ek Beta lyrics, the song is sung by Kishore Kumar, Sushma Shrestha (Poornima) from Tyaag (1977). Ek Raja Ka Ek Beta Happy, Kids soundtrack was composed by Sachin Dev Burman with lyrics written by Anand Bakshi.

Ek raja ka ek beta tha
Tum jaise hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupchup sa
Rahta tha wo din sara
Na meet koi na sathi
Fir kiske sang wo khele
Mahlo me ek
Akela firta tha raj dulara
Ek raja ka ek beta tha

Raja ne manga
Ke diye kitne khilone
Fir bhi wo baithe baithe
Lagta tha rone
Raja ne manga
Ke diye kitne khilone
Fir bhi wo baithe baithe
Lagta tha rone
Suno aage bina lage
Kahta tha wo bechara
Ik raja ka ek beta tha
Tum jaisa sa hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupchup sa
Rahta tha wo din sara
Ik raja ka ek beta tha

Usne choti si ek gudiya banai
Gudiya magar kisi kam na aayi
Usne choti si ek gudiya banai
Gudiya magar kisi kam na aayi
Na wo bole na wo dole
Karke jatan wo sab hara
Ek raja ka ek beta tha
Tum jaisa hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupsup sa
Rahta tha wo din sara
Ek raja ka ek beta tha

bharatlyrics.com

Fir koi jadugar raja ne bulaya
Gudiya me jan dalo
Gudiya me jan dalo
Hukm sunaya
Fir koi jadugar raja ne bulaya
Gudiya me jan dalo
Hukm sunaya
Fir gudiya chane lagi
Gudiya nachne lagi
Gudiya hasne lagi
Gudiya gane lagi
Ha ha ha hasne laga
Raja ki aankh ka tara
Ek raja ka ek beta tha
Tum jaisa hi pyara pyara
Kuch gumsum
Ka kuch gupsup sa
Rahta tha wo din sara
Ek raja ka ek beta tha.

Ek Raja Ka Ek Beta Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download