एक सांस Ek Saans Lyrics - Manish S Sharma

एक सांस Ek Saans Lyrics in Hindi

तुझमें दिख जाऊं
मैं मुझमें तू दिखे
जिस्म हो मेरा और
तेरी तेरी रूह दिखे

महसूस करुं तेरा होना
रगों में लहू की जगह
चाहूं मैं तू धड़के
सीने में मेरे दिल की तरह

रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले
रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले

भारतलिरिक्स.कॉम

चढ़ी है खुमारी तेरी रहेगी बेकरारी तेरी
देखूँ तेरे ख्वाब दिन रात में
करुं दिलदारी तेरी उमर ये सारी तेरी
चाहूँ तुझे हर पल साथ में

तुझसे रख लूं मैं
दुनिया का हर नाता
हर जगह तुझको हाय
मैं देखना चाहता हूं

चरणों तरफ मेरे इतने ख्याल तेरे
तुझ में मैं मशरूफ़ हूँ
इतना जो देखा तुझे याद हुआ है मुझे
सर से लेकर पांव तक तू

तेरी परछाई से ज्यादा
रहूँ नज़दीक तेरे
चाहूं मैं तू धड़के
सीने में मेरे दिल की तरह

रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले
रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले

रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले
रहने मुझे इतने पास दे
तू और मैं दोनों एक सांस ले

चढ़ी है खुमारी तेरी रहेगी बेकरारी तेरी
देखूँ तेरे ख्वाब दिन रात में
करुं दिलदारी तेरी उमर ये सारी तेरी
चाहूँ तुझे हर पल साथ में

Ek Saans Lyrics

Tujs mein dikh jaaun
Main mujh mein tu dikhe
Jism ho mera aur
Teri teri rooh dikhe

Mehsoos karun tera hona
Ragon mein lahoo ki jagah
Chahun main tu dhadke
Seene mein mere dil ki tarah

Rehne mujhe itne paas de
Tu aur main dono ek saans le
Rehne mujhe itne paas de
Tu aur main dono ek saans le

bharatlyrics.com

Chadi hai khumari teri rahe bekarari teri
Dekhun tere khwaab din raat mein
Karun dildaari teri umar ye saari teri
Chahun tujhe har pal saath mein

Tujhse rakh lun main
Duniya ka har naata
Har jagah tujhko hi
Main dekhna hoon chahta

Charon taraf mere itne khayal tere
Tujh mein main mashroof hoon
Itna jo dekha tujhe yaad hua hai mujhe
Sar se lekar paanv tak tu

Teri parchayi se zyada
Rahun nazdeek tere
Chahun main tu dhadke
Seene mein mere dil ki tarah

Rehne mujhe itne paas de
Tu aur main dono ek saans le
Rehne mujhe itne paas de
Tu aur main dono ek saans le

Rehne mujhe itne paas de
Tu aur main dono ek saans le
Rehne mujhe itne paas de
Tu aur main dono ek saans le

Chadi hai khumari teri rahe bekarari teri
Dekhun tere khwaab din raat mein
Karun dildaari teri umar ye saari teri
Chahun tujhe har pal saath mein

Ek Saans Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ek Saans is from the Seven And A Half Dates.

The song Ek Saans was sung by Manish S Sharma.

The music for Ek Saans was composed by Anmol Daniel.

The lyrics for Ek Saans were written by Noor.

The music director for Ek Saans is Anmol Daniel.

The song Ek Saans was released under the Novice Records.

The genre of the song Ek Saans is Playful.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *