Ek Taraf Hai Apni Yari Lyrics - Ashok Khare, Shailendra Singh

Ek Taraf Hai Apni Yari lyrics, the song is sung by Ashok Khare, Shailendra Singh from Deewana Tere Naam Ka (1987). The music of Ek Taraf Hai Apni Yari Friendship track is composed by Raamlaxman (Vijay Patil) while the lyrics are penned by Anjaan.

Ek taraf hain apni yaari
Ek taraf hain duniya saari
Ho ek taraf hain apni yaari
Ek taraf hain duniya saari
Tera pyar jo sath mein yara
Dekhegi dekhegi
Ye duniya saari
Ke yaari kya hoti hain
Ho yaari kya hoti hain
Dosti kya hoti hain
Dosti kya hoti hain
Ek taraf hain apni yaari
Ek taraf hain duniya saari
Tera pyar jo sath mein yara
Dekhegi dekhegi
Ye duniya saari
Ke yaari kya hoti hain
Ho yaari kya hoti hain
Dosti kya hoti hain
Dosti kya hoti hain

Yaari kudrat ki dua hain
Yaari ulfat ka nasha hain
Yaari ka naam khuda hain
Yaari se badkar kya hain
Ye jaan bhala chahe jaye
Yaari pe aanch na aaye
Yaari pe jo jaan lutaye
Duniya ko wahi samjhaye
Ke yaari kya hoti hain
Ho yaari kya hoti hain
Dosti kya hoti hain
Dosti kya hoti hain

Aye ma teri do aankhe hum
Aye ma teri do bahe hum
Teri mamta ke saye me
Milkkar jina chahe hum
Dushman ko jal bichhaye
Nafrat ki aag lagaye
Ho jo sath teri duvaye
Har dushman ko samjhaye
Ke yaari kya hoti hain
Ho yaari kya hoti hain
Dosti kya hoti hain
Dosti kya hoti hain

Yaari pe marne wale
Chalbaz jawa dil wale
Milkar jab sath chale to
Sar jhuka le duniya wale
Yaro ke yaar deewane
Dhundhe marne ke bahane
Jo markar hi na jane
Ye raz wohi pehchane
Ke yaari kya hoti hain
Ho yaari kya hoti hain
Dosti kya hoti hain
Dosti kya hoti hain

bharatlyrics.com

Ek taraf hain apni yaari
Ek taraf hain duniya saari
Tera pyar jo sath mein yara
Dekhegi dekhegi
Ye duniya saari
Ke yaari kya hoti hain
Ho yaari kya hoti hain
Dosti kya hoti hain
Dosti kya hoti hain.

Ek Taraf Hai Apni Yari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download