Faani Dayar Lyrics - Charu Mohan, Master Saleem

Faani Dayar lyrics, the song is sung by Charu Mohan, Master Saleem from Soch Lo (2010). The music of Faani Dayar Playful track is composed by Charu Mohan while the lyrics are penned by Sibtain Shahidi.

Goonjti hai jo seenay mein kahin
Goonjti hai jo seenay mein kahin
Dabi khamoshiyan
Sargoshiyan jalti tishnai
Yahan jo aaj hai wayi
Saans hai jee loon zindagi

Pee jaa dariya saare,
Chakle chaand sitaare
Pee jaa dariya saare,
Chakle chaand sitaare
Takiya baadal ka hai,
So ja pankh pazaare
Amrit ghat mein
Koont hazaar dokha
Sab sansaar faani dayar hai
Dokha sab sansaar faani dayar hai
Dokha sab sansaar faani dayar hai
Dokha sab sansaar faani dayar hai

Hai talaash jiski talaash,
Woh hai kahan dhunda jahan
Meri aarzoo meri justuju,
Main kaun hoon aur hoon kahan
Hai talaash jiski talaash,
Woh hai kahan dhunda jahan
Meri aarzoo meri justuju,
Main kaun hoon aur hoon kahan

bharatlyrics.com

Pee jaa dariya saare saathi,
Chakle chaand sitaare saathi
Takiya baadal ka le ke tu,
So ja pankh pasaare saathi
Pee jaa dariya saare saathi,
Chakle chaand sitaare saathi
Takiya baadal ka le ke tu,
So ja pankh pasaare saathi
Soch le yeh kahani teri
Soch le hai rubaani teri
Tu hi banda tu hi maula tera
Anhat teri kismat
Dokha sab sansaar faani dayar hai
Dokha sab sansaar faani dayar hai
Dokha sab sansaar faani dayar hai
Dokha sab sansaar faani dayar hai

Ek khwaab hai soya hua,
Aadha sa woh jaaga hua
Main kaun hoon iss neendh ki,
Aagosh mein khoya hua
Ek khwaab hai soya hua,
Aadha sa woh jaaga hua
Main kaun hoon iss neendh ki,
Aagosh mein khoya hua

O bande
Dokha sab sansaar faani dayar hai
Dokha sab sansaar faani dayar hai
Dokha sab sansaar faani dayar hai
Dokha sab sansaar faani dayar hai

Hai talaash jiski talaash,
Woh hai kahan dhunda jahan
Meri aarzoo meri justuju,
Main kaun hoon aur hoon kahan
Ek khwaab hai soya hua,
Aadha sa woh jaaga hua
Main kaun hoon iss neendh ki,
Aagosh mein khoya hua

Aankhon mein meri jaaliyan
Aur tez dum bharti hui
Yaadon ki dhundali aandhiyan.

Faani Dayar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *