Fasle Aise Bhi Honge Lyrics - Anup Jalota

Fasle Aise Bhi Honge lyrics, the song is sung by Anup Jalota from An Evening With Anup Jalota (1982). Fasle Aise Bhi Honge Ghazal soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by .

Fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha
Fasle aise bhi honge ye kabhi socha na tha
Samane baitha tha mere aur woh mera na tha
Fasle aise bhi honge

Hoke khusboo ki tarah faila tha mere charso
Hoke khusboo ki tarah faila tha mere charso
Main use mehsoos kar sakta tha chhun sakta na tha
Main use mehsoos kar sakta tha chhun sakta na tha
Fasle aise bhi honge

Raat bhar pichhali si aahat kaan mein aati rahi
Raat bhar pichhali si aahat kaan mein aati rahi
Jaank kar dekha gali mein koi bhi aaya na tha
Jaank kar dekha gali mein koi bhi aaya na tha
Fasle aise bhi honge

bharatlyrics.com

Khud chadha rakhe the tan par ajnabi atke gilaf
Khud chadha rakhe the tan par ajnabi atke gilaf
Warna ek dusre ko humne pehchana na thaa
Warna ek dusre ko humne pehchana na thaa
Samane baitha tha mere aur woh mera na tha
Fasle aise bhi honge.

Fasle Aise Bhi Honge Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Fasle Aise Bhi Honge is from the An Evening With Anup Jalota (1982).

The song Fasle Aise Bhi Honge was sung by Anup Jalota.

The music for Fasle Aise Bhi Honge was composed by Anup Jalota.

The music director for Fasle Aise Bhi Honge is Anup Jalota.

The song Fasle Aise Bhi Honge was released under the Fontana India, Universal Music.

The genre of the song Fasle Aise Bhi Honge is Ghazal.