Gaa Re Gaa Man Aaj Yahi Lyrics - Mohammed Rafi

Gaa Re Gaa Man Aaj Yahi Lyrics - Mohammed Rafi

Gaa Re Gaa Man Aaj Yahi Lyrics - Mohammed Rafi

Gaa Re Gaa Man Aaj Yahi lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Koi Ghulam Nahin (1970). Gaa Re Gaa Man Aaj Yahi Playful soundtrack was composed by S. N. Tripathi with lyrics written by Saraswati Kumar Deepak.

Gaa re gaa man aaj yahi
Tere bin ab badal gaye
Rah na udas ho na niras
Sang mein tere gaye aakash
Gaa re gaa man aaj yahi
Tere din ab badal gaye
Rah na udas ho na niras
Sang mein tere gaye aakash

Jeevan deti hai maa
Ganga maiya si hai maa
Wohi kare partipal
Dharam ki rakhwal
Dharti ki mamta
Ka hai vishwas
Wohi kare partipal
Dharam ki rakhwal
Dharti ki mamta
Ka hai vishwas
Gaa re gaa man aaj yahi

Tu hi amrit hai maa
Jag ko nit deti hai sukh maa
Jag mein agar maa na milti tum
Jag mein agar maa na milti tum
Kaun mere man mein karta niwas
Gaa re gaa man aaj yahi

Prem jyoti hai maa
Tuhi puja ki devi hai maa
Mile mujhe bar bar
Madhur madhur maa
Ka pyaar maa se bujhi hai
Mere man ki ye pyas
Mile mujhe bar bar
Madhur madhur maa
Ka pyaar maa se bujhi hai
Mere man ki ye pyas
Gaa re gaa man aaj yahi

bharatlyrics.com

Aadi ant mein tu hai
Maa nyay mein neeti
Me tu hai jisne diya
Hai pyaar aas ki jo bahar
Mili aaj aisi mahasakti
Are gaa re gaa man aaj yahi
Tere din ab badal gaye
Rah na udas ho na nirash
Sang mein tere gaye aakash
Gaa re gaa man aaj yahi.

Gaa Re Gaa Man Aaj Yahi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *