Gaal Gulabi Lyrics - Krishna Kalle, Mohammed Rafi

Gaal Gulabi lyrics, the song is sung by Krishna Kalle, Mohammed Rafi from Gaal Gulabi Nain Sharabi (1974). The music of Gaal Gulabi Happy track is composed by Shyamji Ghanshyamji while the lyrics are penned by Kulwant Jani.

Gaal gulabi nain sharabi
Chaal nasili umar sababi
Kahe mager dil vale
Ho tere nakhare garam masala
Ho tere nakhare garam masala

Chaudi chhati lamba kad hai
Aur bahadur ki to had hai
Par niyat ki kala
Ho tere nakhare garam masala
Ho tere nakhare garam masala

bharatlyrics.com

Are ja ja
Kamala bimala cutan chamali
Tum jaisi kitni albeli
Mere bartan saf kare
Are ja aire gaire nathu gaire
Tum jaise kitne kare mere jute saf kare

Achha are wah
Sunto juto ki sogatar
Bhag ja varna padegi sar par
Dekha tujhko rang kala
Ang matiyala suit patiyala
Ho tere nakhare garam masala
Ho tere nakhare garam masala

Chaudi chhati lamba kad hai
Aur bahadur ki to had hai
Par niyat ki kala
Ho tere nakhare garam masala
Ho tere nakhare garam masala

Ho oo aa ha ha aa
Jal gaya dil kyu chhail bhawar ka
Bin gate ke raj kuwar ka
Haar gaya ek naar se tu
Naar samjh kar chhod diya hai
Ja ja tujhko maaf kiya
Bol zara ab pyar se tu
Are chhodo aisi chheti jao
Aur kahi yeh bin bajao
Banta hai rakh wala
Are matwala dil wala
Ho tere nakhare garam masala
Ho tere nakhare garam masala

Gaal gulabi nain sharabi
Chaal nasili umar sababi
Kahe mager dil wale
Ho tere nakhare garam masala
Ho tere nakhare garam masala
Chaudi chhati lamba kad hai
Aur bahadur ki to had hai
Par niyat ki kala
Ho tere nakhare garam masala
Ho tere nakhare garam masala.

Gaal Gulabi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download