Gao Re Khushiyon Ka Tarana Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

Gao Re Khushiyon Ka Tarana lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi from Samundar (1957). Gao Re Khushiyon Ka Tarana Happy soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Rajendra Krishan.

Gao re gao re gao re
Khushiyon ka tarana
Jhumke aayi aazadi
Jhumke aayi aazadi
Dur nahi wo din jab
Hogi hari bhari ek ek wadi
Jhumke aayi aazadi

Apne sitam ak aap nishana
Dekho wo shaiyad huya
Apne sitam ak aap nishana
Dekho wo shaiyad huya
Ujad gaya tha jo gulshan
Wo phir se hai aabad huya
Phir se hai aabad huya
Apni basti chand huyi hai
Gair ke ghar me barbadi
Jhumke aayi aazadi
Gao re gao re gao re
Khushiyon ka tarana
Jhumke aayi aazadi
Jhumke aayi aazadi

bharatlyrics.com

Apni dharti par na honge
Begano ke dere
Apni dharti par na honge
Begano ke dere ha
Begano ke dere
Naam na lenge kadam badane
Ka ab chor lutere
Ha ha chor lutere
Lehar lehar ban jayegi sadar
Desh ki sari aabadi
Jhumke aayi aazadi
Gao re gao re gao re
Khushiyon ka tarana
Jhumke aayi aazadi
Jhumke aayi aazadi

Lahu lagakar
Aaj ye kha le kasme
Aaj ye kha le kasme
Aaj se phir hum kabhi na
Honge kisi gair ke bas mein
Sun re bande chnine
Se bhi na chhni sakega
Koi hamari aazadi
Jhumke aayi aazadi
Gao re gao re gao re
Khushiyon ka tarana
Jhumke aayi aazadi
Jhumke aayi aazadi.

Gao Re Khushiyon Ka Tarana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download