Gaya Bachpan Jo Aai Jawaani Lyrics - Lata Mangeshkar

Gaya Bachpan Jo Aai Jawaani lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Aankhon Aankhon Mein (1972). The music of Gaya Bachpan Jo Aai Jawaani Masti track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Verma Malik.

Gaya bachpan
Gaya bachpan jo aai jawani
To chunri patang ho gayi
Gaya bachpan jo aai jawani
To chunri patang ho gayi
Aisi palko me
Aisi palko me chayi jo masti
Tabiyat malang ho gayi
Aisi palko me chayi jo masti
Tabiyat malang ho gayi
Gaya bachpan

bharatlyrics.com

Hirni ki chal bas gayi meri chal me
Ha ha ho ho aaha ho ho
Hirni ki chal bas gayi meri chal me
Do gaj lambi ho gayi ek sal me
Do gaj lambi ho gayi ek sal me
De de bachpan
De de bachpan lele jawani
Jawani se mai tang ho gayi
De de bachpan lele jawani
Jawani se mai tang ho gayi
Gaya bachpan jo aai jawani
To chunri patang ho gayi
Gaya bachpan

Dekha jo tujhko uthi aisi halchal
Dekha jo tujhko uthi aisi halchal
Mujhse lipat gaya besaram aachal
Mujhse lipat gaya besaram aachal
Mere hotho ki
Mere hotho ki surkhi machal ke
Chunariya ka rang ho gayi
Mere hotho ki surkhi machal ke
Chunariya ka rang ho gayi
Gaya bachpan jo aai jawani
To chunri patang ho gayi
Gaya bachpan

Dilwale baithe meri rahe gherte
Dilwale baithe meri rahe gherte
Ruk jaye wahi jaha dekhu muh fer ke
Ruk jaye wahi jaha dekhu muh fer ke
Kisi babu se angreji babu se
Kisi babu se mil gayi jo ankhiya
To ankhiyo ki jung ho gayi
Kisi babu se mil gayi jo ankhiya
To ankhiyo ki jung ho gayi

Gaya bachpan jo aayi jawani
To chunri patang ho gayi
Aisi palko me
Aisi palko me chayi jo masti
Tabiyat malang ho gayi
Aisi palko me chayi jo masti
Tabiyat malang ho gayi
Gaya bachpana.

Gaya Bachpan Jo Aai Jawaani Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download