Gazab Kiya Tere Wade Pe Lyrics - Rajkumari Dubey

Gazab Kiya Tere Wade Pe lyrics, the song is sung by Rajkumari Dubey from Waris (1954). The music of Gazab Kiya Tere Wade Pe Romantic track is composed by Anil Krishna Biswas while the lyrics are penned by Qamar Jalalabadi.

Gazab kiya tere
Waade pe aitabaar kiya
Tamaam raat
Qayamat ka itazaar kiya

bharatlyrics.com

Sautan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
Bairan ghar na jaa
O more saiyaan
Sautan ghar na jaa
O more saiyaan

Khabar na thi ke
Hame ashqabaar kar doge
Hamaari khushiyaan
Kisi par nisaar kar doge
Tod ke mera
Pyaar ka sapna
Tod ke mera
Pyaar ka sapna
Na jaa padun mai
Tore paiyaan o
More saiyaan
Na jaa padun mai
Tore paiyaan o
More saiyaan
Sautan ghar na jaa
Bairan ghar na jaa
O more saiyaan.

Gazab Kiya Tere Wade Pe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download