Geet Tera Saaz Ka Lyrics - Lata Mangeshkar

Geet Tera Saaz Ka lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Intaquam (1969). Geet Tera Saaz Ka Romantic soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Rajendra Krishan.

Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn

Aa jaa milke batle ho
Kya khushiya kya gham
Aa jaa milke batle ho
Kya khushiya kya gham
Tanha tanha tanhaai ka
Zaher peeye kyun ham
Tu mere jeevan ka panchhi
Main teri parwaaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn

bharatlyrics.com

Do deen ka saath nahin ho
Saari umr ka hain saath
Do deen ka saath nahin ho
Saari umr ka hain saath
Jiiteji na honge juda
Ye aaj mile jo haath
Tu mere saanson ka malik
Main teri daam saaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Tu bhi mera saathi ban
Jaa main teri hamraaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn
Geet tere saaz ka teri hi aawaz houn.

Geet Tera Saaz Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download