Ghabra Ke Dar Dar Ke Lyrics - Adnan Sami, Sunidhi Chauhan

Ghabra Ke Dar Dar Ke lyrics, the song is sung by Adnan Sami, Sunidhi Chauhan from Shaurya: It Takes Courage To Make Right... Right (2008). The music of Ghabra Ke Dar Dar Ke Other track is composed by Adnan Sami while the lyrics are penned by Javed Akhtar.

bharatlyrics.com

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. Hai

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koi jina.. Hai

Deeware rasta roke to
Unase takarana seekho
Zinda rehna hai
Sar uthake to mar jana seekho

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke

Bas ahein bhar bhar ke
Jina koi jina.. Hai

Zindagani ko samajh le khel tu..
Muskurake mushkilo ko jhel tu..

Hun saari duniya mein nahi tujhsa koi..
Tu anokha hai yaha..
Anmol tu..

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. Hai

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. Hai

Chahe iss duniya mein
Tu jaye kahin..

Haan julm se khali nahi
Koi zami..

Tu jo chahe to mita de julm ko..

Shart ye hai tujhko ho
Khud par yakin..

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. Hai

Ghabra ke dar dar ke
Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Jina koyi jina.. Hai

Deeware rasta roke to
Unase takarana seekho
Zinda rehna hai
Sar uthake to mar jana seekho

Ghabra ke dar dar ke
Hey.. Darr darr ke mar mar ke
Bas ahein bhar bhar ke
Hey.. Jina koyi jina.. Hai
Hey.. Hey.. Hey.. Hey.. Hey..

Ghabra Ke Dar Dar Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download