Ghaflat Mein Sone Walo Lyrics - Mohammed Rafi

Ghaflat Mein Sone Walo lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Abu Kaliya (1990). Ghaflat Mein Sone Walo Sad soundtrack was composed by Jitin Shyam with lyrics written by Aish Kanwal.

Ghaflat mein sone walo
Rab ne tumhe pukara
Uthkar zara to dekho
Kudrat ka ye nazara

Rehmat ka ujala chhaya
Allah ne ye farmaya
Utho ae momino
Wahe ramjan aaya
Utho ae momino
Wahe ramjan aaya
Rehmat ka ujala chhaya
Allah ne ye farmaya
Utho ae momino
Wahe ramjan aaya
Utho ae momino
Wahe ramjan aaya

Khuda momino par
Fida ho raha hain
Magar tu abhi
Bekhabar so raha hain
Khuda momino par
Fida ho raha hain
Magar tu abhi
Bekhabar so raha hain
Ghadi ye mukadastu
Kyu kho raha hain
Ghadi ye mukadastu
Kyu kho raha hain
Hai sare namazi jage
Rehmat bhi khadi hain aage
Utho ae momino
Wahe ramjan aaya
Utho ae momino
Wahe ramjan aaya

bharatlyrics.com

Ke hain farba roza
Yaha har basar par
Qayamat ke din apne
Daman mein bhar kar
Yahinn ne kiya sabko
Ab to jana hain lekar
Ye barkat ki raate
Ye din hain manuvar
Khuda aaj rehmat
Lutata hain ghar ghar
Hua band dekho
Gunaho ka daftar
Bichha di faristo ne
Rehmat ki chadar
Bichha di faristo ne
Rehmat ki chadar
Urhan ke piece ye tare
Ramjan mein rab ne utare
Utho ae momino
Wahe ramjan aaya
Utho ae momino
Wahe ramjan aaya
Wahe ramjan aaya
Wahe ramjan aaya.

Ghaflat Mein Sone Walo Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download